Momina Mustehsan has finally released a new track ‘Yaariyan’ and it has become an instant hit with people from all age groups. Yaariyan is a track in which Momina Mustehsan’s unrealistically sweet vocals and beautiful lyrics pair together to make you feel beautifully sad. The song is composed by Naveed Nashad and the lyrics have been written by Qamar Nashad.

The soft music, the beautifully orchestrated sounds of the instruments and Momina’s voice will make sure that you are mesmerized and your soul is touched by the song. 

Momina Musteshan – Yaariyan (Acoustic)

Composition – Naveed Nashad
Lyrics – Qamar Nashad
Guitar/Vocals – Rahil Mirza
Piano/Harmonium – Umair Hassan
Flute – Hassan Badshah
Mixed and Mastered by Muhammad Ishaq
 
Director – Raza Shah
D.O.P – Shahrukh Shah
Assistant Directors – Shehyar Zahid and Asad Butt
 
Watch Video:

OST Yaariyan Lyrics acoustic version is hummed by ‘Momina Mustehsan’ while its original tune peformed by ‘Nabeel Shaukat Ali.’ Qamar Nashad is songwriter and Naveed Nashad is composer for the interesting lyrics of ‘YAARIYANN OST,’

Lyrics:

Pehle ishq mein tune mujhko
Dhokha diya hai,
Dooja logon ko hasne ka mauka diya hai,

Jhooti teri thi kasmein
Jhoote tere thay vaade,
Jhooti teri wafadariyan,

Ja dekhi teri yaariyan, yaariyan (x2).
Naam tera lenge kabhi na,
Hum ne sabak ye seekh liya hai,
Seekh liya hai,

Naam tera lenge kabhi na,
Hum ne sabak ye seekh liya hai,
Seekh liya hai, Ruswa huyi hai meri mohabbat,
Jaane wafa ye theek kiya hai,
Meri sari duwayein,
Meri sari wafayein,
Maangti hain ye tujhse,
Tu bhi sun le sadayein,
Meri sari woh dildariyan,

Jaa dekhi teri yaariyan, yaariyan (x2)

Humne wafa ki,
Tumne jafa ki,
Ishq ki rasmein tumne nibhayi,
Humne wafaa ki,tumne jafaa ki,
Ishq ki rasme tumne nibhaayi,
Meri ye ulfat, meri mohabbat,
Nafrat mein hi tumne jalaayi,
Ankh mein jo nam hai,
Tune toda bharam,
Khwaab hone thay poore,
Ye toh mera veham hai,
Meri saari gham-khariyan,

Ja dekhi teri yaarian, yaarian (x2).

your comments: